
Do din ki muhabbat me logon us yaad ka aana kya kahiye
hum khud ko bhulaye baithe hain ab duniya bhulana kya kahiye
Aankhon me nami hoton pe hansi kuch hum samzhe kuch wo samzhi
ye raaz ki baten hain logon ab inka chupana kya kahiye
praveen kumar tyagi

No comments:
Post a Comment