
nazro.n ki nazro.n se zab baat hogi
suna hai ki aankho.n se barsat hogi
suna hai ki aankho.n se barsat hogi
magar shart yeh hai waha.n se n zana
zaha.n din uge hai wahi.n raat hogi
ghazal n kahu.n to bataou.n mai.n
kaise
khuda zane tumse kab mulaqat hogi
khuda zane tumse kab mulaqat hogi
kabhi furkato.n me khud ko bhi padhna
tere dil me bhi wo meri baat hogi
hume hai khabar tum kya chahte ho
iilahi kahan se shuruaat hogi
kumar praveen tyagi

No comments:
Post a Comment